Song Name: Qatra Album: Qatra Album: Qatra Singer(s): Stebin Ben Starcast: Karishma Tanna, Ritwik Bhowmik Composer: Sanjeev-Ajay
Download Qatra Mp3 audio in 320Kbps from Indipop Songs 2021 year, Sung by Stebin Ben Composed by Sanjeev-Ajay and starring Karishma Tanna, Ritwik Bhowmik, Lyrics penned by Sanjeev Chaturvedi
Dil darbadar hai
Aashiyan dhundhta hai
Teri aankhon mein yeh
Khwaabgah dhundta hai
Bepanah hai zara meharbaan
Qatra hi to maanga hai
Samundar to nahi maanga
Bas ishq hi maanga hai
Ambar to nahi maanga
Qatra hi to maanga hai
Samundar to nahi maanga
Qatra hi to maanga hai
Samundar to nahi maanga
Mere seene pe rakh hath apna zara
Gaur se sun meri dhadkanein keh rahi
Mere seene pe rakh hath apna zara Gaur se sun meri dhadkanein keh rahi
Sun le dil ki zuban meharban
Qatra hi to maanga hai
Samundar to nahi maanga
Bas ishq hi maanga hai
Ambar to nahi maanga
Qatra hi to maanga hai
Samundar to nahi maanga
Qatra hi to maanga hai
Samundar to nahi maanga
Aankhon ki aarzu hai tum raho saamne
Ek lamha kabhi door jaana nahi
Aankhon ki arzoo hai tum raho saamne
Ek lamha kabhi door jaana nahi
Karde aisa zara meharban
Qatra hi to maanga hai
Samundar to nahi maanga
Bas ishq hi maanga hai
Ambar to nahi maanga
Qatra hi to maanga hai
Samundar to nahi maanga
Qatra hi to maanga hai
Samundar to nahi maanga